ek pal mein zindagi palat jaaye
toh kuch baat hai
bas khushi yuhin thahar jaaye
toh kuch baat hai
hansi aankhon se jhalak jaaye
toh kuch baat hai
mahak teri saanson mein bas
toh kuch baat hai
soorat chodd seerat bha jaaye
toh kuch baat hai
har shaks bas khud ko samajh aa jaaye
toh kya baat hai.
toh kuch baat hai
bas khushi yuhin thahar jaaye
toh kuch baat hai
hansi aankhon se jhalak jaaye
toh kuch baat hai
mahak teri saanson mein bas
toh kuch baat hai
soorat chodd seerat bha jaaye
toh kuch baat hai
har shaks bas khud ko samajh aa jaaye
toh kya baat hai.